Jinke Liye song lyrics - Neha Kakkar Feat. Jaani

Jinke Liye song lyrics - Neha Kakkar Feat. Jaani


Jinke Liye song lyrics - Neha Kakkar Feat. Jaani

Song - Jinke Liye
Album - Jaani Ve
Singer - Neha Kakkar Feat. Jaani
Composer and Lyrics - Jaani
Music - B Praak
Music Label - T-Series 
Film By - Arvindr Khaira


Neha Kakkar Jinke Liye song lyrics



Tere liye meri ibaadatein wohi hain
Tere liye meri ibadatein wohi hain,
Tu sharam kar teri aadatein wohi hain
Tu sharam kar teri aadatein wohi hain.


Jinke liye hum rote hain,
Ho jinke liye hum rote hain
Woh kisi or ki baahon main sote hain,
Jinke liye hum rote hain
Woh kisi aur ki baahon mein sote hain
Hum galiyun main bhatakte phirte hain
Woh samandar kinaron pe hote hain.

Jinke liye hum rote hain
Woh kisi or ki baahon mein sote hain.

Paagal ho jaoge aana kabhi na
Galiyon mein unki jaana kabhi na
Jaana kabhi na.


Hum zinda gaye kareeb unke
Aab dekho mare huye laute hain
Jinke liye hum rote hain
Woh kisi or ki baahon mein sote hain.


Hathon se khelte honge ya pairon se
Fursat kahan ab unko hai ghairon se.

Hathon se khelte honge ya pairon se
Fursat kahan aab unko hai ghairon se

Unki mohabbatein har jagah
Woh jo kehte the hum iklate hain,
Jinke liye hum rote hain
Woh kisi or ki baahon main sote hain.

Kabhi yahan baat karte ho
Kabhi wohan baat karte ho
Aap bade log ho saahab
Humse kahan baat karte ho?

Aaj us shakhs ka Naam batayenge
Jaani tha jaani mile jis kaayar se
Ghalti thi choti mohabbat kari jo
Ghalti badi thi ke kar baithe shayar se.


Aag ka dariya zafa unki
Har din lagane gote hain.

Jinke liye hum rote hain
Kisi or ki baahon mein sote hain,
Jinke liye hum rote hain
Kisi aur ki baahon main sote hain.


Ho jinke liye hum rote hain
Kisi aur ki baahon mein sote hain
Jinke liye hum rote hain
Kisi or ki baahon main sote hain.




                              
Previous
Next Post »

if you any query, please let me know ConversionConversion EmoticonEmoticon